Na main paas usko bula saka

Na main paas usko bula saka
Na main dil ki baat bata saka !
Woh hansi hansi main hi chal diye
Ke main hoth tak na hila saka !!
Yun hi sochta raha door talak
Magar usko kuch na bata saka !!!!
Ye maqam hi tha ajeeb sa ke
Main khud ko bhi na bacha saka !
Wo juda bhi aise hua ke main
Koi rasam tak na nibha saka......