Pyar Me Maine Kya Paya

Pyar Me Maine Kya Paya,

Kabhi Khud Roya To Kabhi Aap Ko Rulaya.

Zulm Pe Zulm Karti Gayi Duniya,

Aur Ek Main Tha Jo Uff Bhi Na Kar Paya.